

Hamne ye bhi tho nahi soachan alaag hone ke baad Phair laaatea hai nazar jis waqt baita aur bahuĪjnabi apne hi ghar hai baan jati hai Maa Pyar se dhulhan bana kar jis ko ghar lati hai maa Jab musibat sar pe aati hai tho yaad aati hai maaĭoor Ho Jati Hai Sari Omr Ki Us Dum Thakanīiyah Kar Betay Ka Jab Ghar Bahu Lati Hai MaaĬheen lati hai wohi aksar sukoon-e-zindagi Khair ho bachche ki kah kai dar pa aa jati hai Maaĭoor ho jata hai jab aankhoon se godi ka lalĭil ko hathoon se pakar kai ghar ko aa jati hai Maaĭoosrea hi din se rahti hai khatoon ki muntazirĭar pa aahat ho hwa se bhi to aa jati hai MaaĬhahe hum khushyoun me maa ko bhool jayen doasto Hum blaaoo main kahin ghirtea hain to be iktiyaar Rait Per Machli Ho Jaisay Aisay Ghabrati Hai MaaĪpni Donoo Putliyaan Chokhat Pe Rakh Jati Hai Maaīaad Mar Janaea Ke Phir Baite Ki Khidmat Ke Leyeīhes Beti Ka Badal Kar Ghar Main Aajati Hai Maa Lout kai wapas safar se jab bhi ghar aate hain humĭaal kar bahain gale main sar ko sehlati hai MaaĪisa lagta hai kai jaise aagea firdoos meīhinch kar bahoon main jab seenai se liptati hai Maaĭair Ho Jati He Ghar Aane Main Aksar Jab Hamain Jab Parayshani Me Ghir Jate Hain Hum Pardes MeĪanso Ko Poanch Ne Khwaboo Me Aajati Hai Maa Hasratoon ki bolti tasveer ban jati hai Maa Ris ne lagta hai poranai zakhm se taza lahoo Samne Jab Tak Rahe Haatoon Ko Lehrati Hai Maa Kanpti Aawaz Sai Khaiti Hai “Baita alwida” Peechay Peechay Sar Jhookaye Door Tak Jaati Hai Maa Haath Main Qur’an Le Kar Dar Pe Aajati Hai Maaĭe Ke Bachay Ko Zamanat Main Raza-e-Pak Ki Ghar Se Jab Pardes JaTa Hai Koie Noor-e-Nazar Us Nayi Duniya Ko Diye Masoom Rahber Is Leye Is Liye Ek Maktab-e-Islam Kehlati Hai Maa Safha-e-Hasti Pe Likhti Hai Usool-e-Zindagi Pehle dil ko saaf kar ke khoob apnai khoon seĭharkanoo pa kalma-e-tawheed likh jati hai Maa Koie Un Bachoon Sai Poocheye Jin Ki Mar Jati Hai Maa Pyar Kehtai Hain Kise Aur Mamta Kya Cheez Hai

Jab Koie Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai Maa Zindagani Ke Safar Me Gardishoon Ki Dhoop Mai Zindigi bhar beenti hai khaar rahe zeest seīazuwoon Me Khinch Ke Aajayegi Jaise KayenatĪpnai Bachay Ke Leye Bahoon Ko Phailati Hai MaaĮk ek hamle se bachche ko bahanai kai liyaĭhall banti hai khabhi talwar baan jati hai Maa Har Eebadat Har Mohabbat Mai Nihan Hai Ek Gharazīe-Gharaz, Be-Lous, Har Khidmat Ko Kar Jati Hai MaaĪpne bachoan ki bahaar-e-zindagi ke wasteĪnsooan ke phool har mausam me barsati hai maa Gar Javan Baiti Ho Ghar Main Aur Koie Rishta Na HoĮk Naye Ehsas Ki Suli Pe Chard Jati Hai Maa Jane Anjane me hojaye jo bachoan se khusoorĮk anjaani sazaa ke dar se tharrathi hai maa Sarhanea hi rakh kai sar kadmoon pa so jati hai Maa Pehlay Bachoon Ko Khilati Hai Sukoon-o-Chain Seīaad Mai Jo Kuch Bacha ho Shouk Se Khati Hai MaaĪpnea Bachoon Ke Leye Daman Ko Phailati Hai Maa Jaagti Rehti Hain Aankhain Aur Soo Jati Hai Ma Kab Zarurat Ho Meri Bachay Ko Itna Sooch Kar Raat Ko Chup Chup Ke Laikin Ashk Bersati Hai Maa Samne Bachoon Ke Khush Rahti Hai Har Ik Haal Main Jaisea ho mujrim koi is tarha sharmati hai maaĪpnay Aanchal Se Gulabi Aansuoon Ko Poonch Karĭair Tak Gurbat Pe Apne Ashk Barsati Hai Maa

Muflisi bache ki zid par jab utha leti hai haath Zindigi ki siskiyaan sun kar hoos ai shahar seīhookai bachchoon ki giza apna kafan lati hai Maa Mangtea bachche jab roti to sharmati hai Maa Jaisai Sookhi Lakdeyaan, Is Terha Jal Jati Hai Maaīhook se majboor ho kar mahmaan kai samne Jab Khilone Ko Machalta Hai Koie Ghurbat Ka PhoolĪansoon Ke Saaz Par Bachay Ko Behlati Hai Maaįiker Ke Shamshaan Me Aakhir Chitaoon Ki Terha Jane Kitne Barf Si Ratoon Me Aysa Bhi Huaīacha To Chaati Pe Hai Gelay Main Soo Jati hai Maa Kitnee Hi Ratoon Mai Khali Pait Soo Jati Hai Maa Haddiyoon Ka Ras Pila kar Apnay Dil Ke Chain Ko Jane kiskis se kahan se mang kar lati hai maa Oadthi hai hasrathoan ka khud to bosida kafanĬhahatoan ka payrahan bachoan ko pehnathi hai maaĮk ek hasrath ko apne azm wo istekhal se Anso’oan seīhuka rehne hi nahi dethi yateemon ko khabhi Rooh Ke Rishtay Ki Yeah Gehrayean To DaikheyeĬhoot Lagti Hai Humaray Aur Chillati Hai Maa Nojawaan Hotay Huwe Boodhi Nazar Aati Hai Maa Tab Kahi JaKar ‘Raza’ Thora Suku Pati Hai Maaįikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa Mout Ki Aaghosh Me Jab Thak Ke Soo Jati Hai Maa
